Mera B. Pharm last semester (8 semester) result update nhi hua hai "###" show kr rha hai aur jiski wajah se provessional degree download nhi ho rhi hai.
Shahbaz Ali
Sir please jiski 2nd year me Bach h lekin usne 4th year ka exam de rakha hai university ne result rok rakha h use declare ke liye
Danish Danish
Sir jinka tablet form pending hain une kab tak miega jabki first list tablet ki aa gayi hain sabhi college me secnd kab tak aayegi aur aayegi bhi ya nhi please🙏🙏🙏 very important point hai ye result to aa hi gayega baise bhi sab ka
ओर अभी 20/08/25 को 1 सेमी बालों का भी आ गया है
Jitne logo ke PWG laga hua hai