B Pharm 5th & 7th sem Result
सुबह में ही आ चुका हैं
Please Check

और हमें बताए Result कैसा रहा ?

35 comments

Show 3 more comments
Shubham Rai
Challenge evaluation bpharma 7 sem ka nhi aaya h
Hum to chutiya hai jo revaluation dale hai
Revaluation ka result phele dena chahiye vo nahi diya
Cop ka result de diya
Aktu ko b.pharm ka course band kardena chaiye inse nahi ho pa raha
Ye b.tech walo ka 1 saal baad cop hota hai uske hisab se revaluation ka result nikalte hai
Dr. Shivam Kumar
Sir abhi update nahi hua hai
Abhishek Yadav
Abhi cop ka nahi aya hai sir
shikhar singh somvanshi
8 sem cop ka result kab ayega
Result is declared 😮
Manvendra Bharti
Aktu सबसे जाहिल यूनिवर्सिटी है ये एक तो बैक बहुत लगाती है और रिजल्ट में 6 महीने लगा देती है इन जाहिलो से नहीं हो रहा इन्हें पूरे स्टाफ को सस्पेंड कर देना चाहिए
Mera show ni ho ra abhi 5,7 sem ka
Aktu ghatiya he hai
KRISHNA KUMAR
SHOW TO NAHI KAR RAHA HAI
Abhii nahi aaya hai Result.. wrong Updatw
Aa gya hai pr division awarded nhi bta rha
5 sem ka results pichle results ka same aaya hai kya karre reply mee fast
Arunesh Singh
Mera v update nhi hua h 7 sem ka cop ka result
Fadak Hospital Owner Lko
Jo back clear thi wo ab back showw krrhi kyaa kre?
Suraj
Arre ye rechecking ka kab aaye ga 7 semester ka
Btech 5sem Challenge evaluation ka result kb tk ayega?
B pharm 3rd sem back ka result kab aayega
Show next 11 comments