sir admit card kb ayga phase 1 btech form to bhar diya
Arvind Sharma
Bhai mera first aur second year donon ke liye ho gaya hai per lekin main 7 semester ki subject show nahin kar rahi yaar paper aur na hi fifth aur six semester ka result aaya hai
Rajan Mishra
Time table kb aayega?
Alimuddin Siddique
Sir AKTU Erp pur Resume fill karna jaruri hai ki nhi
Bhai mera sab clear hai 8th sem me 8th number se back hai abhi update nhi hua
Abhishek Chaudhari
Sir mera 1 & 2nd year dono clear h phir bhi mera 3rd year ka result abhi tak nhi aaya aur mera erp pe 7th sem exam form bhi nhi khul rha h kya kare sir???