Theka nahi liya hai bhai ne thumra sabki help kar rahe hai uske baad aise world use kar rahe ho sukra gujar raho jo aktu ki sari news time pe mil jati hai
Sir mai B.Pharm 8 semester ka exam de Chuka hu aur second phase ka exam dena baaki hai lekin sir samasya is baat ki hai ki mera name galat ho gaya hai sahi kaise hoga kuch to hint dijiye please
Namaste sir 🙏 Sir mujhe ye puchna hai ki mujhe sessional marks improvement kerana hai to vo online form fill kerte waqt hoga ki college se hoga aur hoga bhi to kaise hoga aur jo exam date aayi hai tentative to vo change hogi ya phir yahi rahegi ?
Sir mujhe ye puchna hai ki mujhe sessional marks improvement kerana hai to vo online form fill kerte waqt hoga ki college se hoga aur hoga bhi to kaise hoga aur jo exam date aayi hai tentative to vo change hogi ya phir yahi rahegi ?