Jo iss group me ho,Short term me Profit ki lalach mat rakhana.yaaha only apko 4 points ki benifit milegi...
1.future ke liye good coins
2.sahi price me buy karne ki jankari
3.loss ko sudhar karne ke liye, recovery
4.buying price ko high se kaise niche karni hai.

15 comments

Very helpful
Gabar
Bro mera Nem pe loss hua hai,
Gabar
Kya karu
Gabar
Kya karu
Konsi konsi coin pe loss hua hai,kitne percentage loss hua hai? buying price kya tha unka?aur all over totall loss kitna hai?
Jagan
Yes short term me Maja nahi
Jagan
But which one to buy
Jagan
DOGE PAR INVEST KIYA HOO
The Gem
Kisi coin ka manlo avg buying price 20 hai baad me coin ka price girne par agar phrse wahi coin 500 ka khareed lene se buying price ghatega ya nahi,
The Gem
Pinky Crypto Currency Expert
Ghatega
Kitna algbhag girega buying price
Show next 2 comments