Finally Cop result out Now

57 comments

Show 20 more comments
Shriom Yadav
Grace kitne number ka mile bhai
Shriom Yadav
Grace kitne number ka mile bhai
Rahul Singh
Sir Mera jo pahale se clear hai ab usame back laga rhe hai.abki result me back show ho rha hai.
Rahul Singh
Please tell me sir
Bhai yahi sabka hai mere pure batch ka yahi hai jo pahle se clear tha usme ab back lga diya
Mere batch me ek tha to ab do back ho gya aisa kaise
B Pharm
Akshat
Sir Mera ni aya ha ma March ma diya tha
Sagar Chauhan
jis ka maine exam nahi diya usme meri back lga di jabki phle me pass tha
Sagar Chauhan
koi bta skta hai kya ho gaya hai ye result me
Sagar Chauhan
@Knowledge FataFat please rply
Sagar Chauhan
@Knowledge FataFat Jiska back paper diya tha uska to clear ho gaya hai
But jiska Paper nahi diya usme meri back lga di hai ye kaise thik hoga please response
Sagar Chauhan
India भारत
Bhai Jo pepar hi nahi diye hai usme back laga diye
Ye he mere sath ho gaya
kya krna pdega aab Bro
Bhai b.pharm 4th sem ka nhi aaya
Sagar Chauhan
!!.?
Yahi har kisi ke sath huaa hai
to iska kya solution hoga
Sagar Chauhan
to iska kya solution hoga
Dekhte hain ab update hota hai ya nhi
Agr aaj update hokar sahi ho gya to thik nhi subah college hod se milna padega
hello bhai koi bta skta special carry over ka exam kab hoga
Show next 16 comments