Aktu Regular + Cop Result out

Special cop result update

23 comments

Show 2 more comments
Aniket Choudhary
Sir UFM ka upar bii ek video bana do sir
Zeeshan Ilahi
Sir 5th sem cop ka result kha aya hai
Nikhil Kumar
Bhaiya ji mari 2nd semester b pharm organic chemistry or biochemistry m back thi aab organic chemistry m clear ho gyi h lakin biochemistry m Mark's nhi h kya karu
$ Badshah
Sir mera result show nhi kr raha hai
$ Badshah
Result sabka aa gya Mera result 5 th sem ka show hi nhi ho raha hai b Pharma 5 sem
Kamlesh Prajapati
Sir mera result show ho hi nhi rha h
Kamlesh Prajapati
Please
Kamlesh Prajapati
Sir kya kre
Sir UFM q nhi thik ho rha h
M.Salman🪽
Sir 7th sem par ab bhi UFM dekha rha h
Sir meri first year mai bas ek back hai practical mai 22 or theory m 18 muje kya grace milega
Arunesh Singh
Sir result with held ufm so hoa rha h ye kaise htega
MÅDÅRÂ ÜÇHÎHÂ
Result nhi aya back h abhi
Sir first year m kisi ko 15 number se grace mili hai or kisi ko 20 number se mili par muje 10 number se nahi mili sir grace . Or practical ke number bhi sabke same hai
Drx Singh
Jiski 2nd year m back thi ky wo ab 8sem ke exam denge ya nhi kisi ko kuch idea h
Vikram Betal
Sir kya etna padne ke bad bhi back lag raha hai ya lagaya ja raha hai sir mera 4sem back par back lag gaya hai 😭😭😭mai apne ghar walo se bat nhi kar pa raha 😭😭😭kya karu mai copy check nhi hua hai aur agar mai copy check karne ko dubara koshis karu to copy nikalne me aur check hone me samay lag jaye ga fir mai 8 sem ka paper nhi de pauga please🙏🙏🙏 sir kuchh karo 😭😭😭😭😭😭
محمد عاقب 🍁
Ha
Ara nhi kya bakh Raha ho🤦