Baki sari subjects me axe marks hai lekin ek ek subject me internal ki vajah se n to result clear hai n hi devision mila koi aur degree ki to baat hi kya kre
Mere bhi internal me ek subject me mark nhi chade se 8 sem me sab logo ka result aaya Lekin mere college ka nhi fir college walo ne fir se internal karwaya aur sahi ho gya
Bhai publicly Gali nhi de sakte itne bade wale hai college wale man to karta hai ki ja kar tod de kaide se lekin abhi bahut se kaam hai to jo bol rhe hai wo log wo sunna pad rha hai
College Wale bol rahe University me meri koi nhi sonega
Nirdesh
Mere result me 6 semister me internal ABS ek subject me hai bo kaise sahi hoga
Nirdesh
Bhai logo mera B.Pharm 6Semester me internal marks me sabhi subject me ABS hai 2024 se hi , ab mai kya karu mujhe kuchh samajh nahi aa raha hai, maine college aur University dono jagah kayi baar lagbhag 25 se 40 baar chakkar laga chuka hu 2024 se lekin bhi tak sahi nahi hua hai mera result ,, koi meri madad karo please bhai sahab, College wale help nahi kar rahe hain
Dhyn rhe unity honi chahiye
College wale help nahi kar rahe hain