आपका कोई भी सवाल, जवाब हो Link पर Click करके Live 🔴 Join kriye और Discuss करिए

43 comments

Show 22 more comments
College me baat ki to wo log kah rhe hai university me kaha hai jab sahi kre university
sameer Bhai
Raj Pratap Singh
College me baat ki to wo log kah rhe hai university me kaha hai jab sahi kre university
College wale hi kuch kar sakte hai ya fir sab log university jake dekho apne college ke hod se mil ke dekho
sameer Bhai
College wale hi kuch kar sakte hai ya fir sab log university jake dekho apne college ke hod se mil ke dekho
Bhai publicly Gali nhi de sakte itne bade wale hai college wale man to karta hai ki ja kar tod de kaide se lekin abhi bahut se kaam hai to jo bol rhe hai wo log wo sunna pad rha hai
sameer Bhai
College kaun sa hai course Kaun sa hai
B pharm college hai doctor rajendra prasad barabanki
sameer Bhai
Raj Pratap Singh
B pharm college hai doctor rajendra prasad barabanki
Kaun se sem me kis sub ke internal me 30 marks hai
Nirdesh
Mere result me 6 semister me internal ABS ek subject me hai bo kaise sahi hoga
Nirdesh
Bhai logo mera B.Pharm 6Semester me internal marks me sabhi subject me ABS hai 2024 se hi , ab mai kya karu mujhe kuchh samajh nahi aa raha hai, maine college aur University dono jagah kayi baar lagbhag 25 se 40 baar chakkar laga chuka hu 2024 se lekin bhi tak sahi nahi hua hai mera result ,, koi meri madad karo please bhai sahab,
College wale help nahi kar rahe hain
Sachin Gurjar
Sir Mark sheet and degree kb ay gi
Khan ji
Main ne re Evaluation ka form bhara mager paise galti se dosri subject ke kat gaye jiska karana th uska huva hi nahi kya Kate pleas batao
Avaneesh kumar Yadav
B pharma ki degaree kb ayegi
Munna Sharma
Chalenge evaluation ka result kab tak aayega
Pankaj Kumar
Bhai Mane registration karaya h usame kuch problem aa rAhi h plz solve karo
Abu Talib
Sir B pharma kitne year me carry over complete kr sakte
Mera bhi B.Pharma me 7 sem ke internal marks me ABS hai koi kuch batayega ki kaise sahi hoga 7607007328
Sab ke sab subject me ABS hai wo bhi internal marks, aur college wale taiyar ho nahi ho rahe hain number Dene ko
Is saal ke pass out students ki degree ghar kab tak aayega
Mritunjay Prasad
B pharma ka 2022-2026 ka marksheet kab tak ayega