Hello sir , Mera marksheet download nhi ho rha hai no record found dikha rha lekin 2nd year tk download ho gya par uske baad nhi download ho pa rha hain kya kre kuch bataiye
mera B.Pharm 7sem me Internal marks ABS hai aur maine apne college walo ke sath university gaya tha kyonki mujhe college walo ne kaha chalne ko. aur mera sabhi Documents sessional copy, Prectical file, project work aur meri sabhi details lekar university gaye the college ke sir log sath me mai bhi tha , College wale bole ki agar 1 hafte me sahi nahi hota hai to fine dekar kaam karana padega. answer - kya mera result sahi ho jayega ya abhi bhi samasya ho sakti hai
aur mera sabhi Documents sessional copy, Prectical file, project work aur meri sabhi details lekar university gaye the college ke sir log sath me mai bhi tha ,
College wale bole ki agar 1 hafte me sahi nahi hota hai to fine dekar kaam karana padega.
answer - kya mera result sahi ho jayega ya abhi bhi samasya ho sakti hai