Nabi Kareem (ﷺ) ne Farmaya:
Suraj aur Chaand dono Allah ki Nishaniyaan hain aur kisi ki maut-o-hayat se un mein girhan nahi lagta. Jab Tum girhan laga howa dekho to Allah se Dua karo, Takbeer kaho aur Namaz padho aur Sadqa karo. (Bukhari:1044)
#SolarEclipse
#SolarEclipse2020
https://pin.it/2FzO4g7