Sir rechecking me cliar ho gaya tha cop me back laga diye to pass honge ki fail
Banty Tyagi
Sir back ka result aaya tha mera 2 months ho gye lekin abhi tak devision not awarded show ho rhi h, or marksheet ka koi ata pta nhi abhi tak, plz help me sir 😔
Aditya Patel
Sir back clear hone ke bad bhi Back-e kyu likh raha hai
Praveen Kush
Last time se achha exam hua phir bhi back ke paper back lag gye or sirf 2 he number bde
Medical Student
Re-evaluation ko leke 300 ka payment kar diye h copy abhi tkk nhi aai 2500 payment ka date Aaa gy h lekin payment bhi nhi ho rha h????
Kb aayega any information