आप लोगों के Result और Exam को लेकर क्या Doubt या Questions हैं Comment में बताएं 👇

165 comments

Show 100 more comments
Durvesh Kumar
Sir remedial biology practical me absent hai college bale bol rahe hai ki number bhej diye hai university ko fir bhi update nhi huye 3 year ho gye hai abhi tak update nhi huye hai ab kya karu mai
Exame date sheet kab tak ajeyi sir
Btech 2year ka exam form kaise bharna hai or ERP se bharna hai ya Samarth portal se
vansh Rastogi
B farma 2 sem re evalution ka form kab aia ga
Ajeet Yadav
Revaluation ka result kab tak aayega 3 semester ka 5 December ko tak last date hai exam form fill krneka sir ji bta do please 🙏 sir ji 🙏
Mohd Sarvar
Sir Bpharm final year me 2 back hai kb paper hoga bhut time Jaa raha hai
Kb course poora hoga kb job karenge
Kanhaiya Lal
Back to back kya kare sir same number update hai
Kanhaiya Lal
Please sir kuch Hal bataye
Mohd Sarvar
Aur back paper online hoga y offline
Ajay Kumar
B pharm 4th sem regular exam me 8 number aaya tha...!
Do bar cop exam diye same number aaya...!
Is bar bhi same number aaya hai...!
Kya karu Vishal bhaii....?????
Sir mera b.pharma 4year pass out hain but 4th sem mein back hain paper diye hain but result nhi aaya hain
sameer Bhai
1st year ki back kab tak clear karni hogi 2nd year ki kab tak pura sedule video banao
Aayushman Mishra
5th re evaluation ka resul kab tak aayega ??
Akshat Kaushik
Online hoge back
Akshat Kaushik
Ya offline
Hari Mohan
Sir mera 4th semester b.tech me back jada aa gya hai jo ki etna nhi aana chahiye tha kya kre sir
Anoop Kumar
Special Carry over 2024 hoga ya nahi
Anoop Kumar
Aur cop result
Good evening sir
Sir mera name Rishabh hai
Mai B.tech 21 me passout hu
Mera math me carryover tha 18 marks mile grace mil gya... First year ka status PWG dikha ha hai but final result me first year me PCP hi show ho ha or marks bhi nhi update hua or CGPA bhi nhi update hua....kaise ye update hoga please btaiye
Prem Nishad
Jiska degree certificate pe name galat hai English me sahi hindi me galat vo kaha se kaise sahi hoga
Show next 20 comments