Knowledge FataFat
Check your Carry Over Result
Update ho chuka hai Result
244 comments
Show 100 more comments
Priyanshu PSR
May 10, 2025
Priyanshu PSR
Lgta hai aktu vala bhang khake result nikalta hai
bhai apki update hui hai ya university jana pdega?
Drx Kaushal KUMAR
May 10, 2025
B pharma 3rd sem caryy over results kab aayega
Ganesh Shankar
May 10, 2025
स्वास्थ विभाग
Bhaiyo kisi ka update huwa ya university jana padega
University jana padega
स्वास्थ विभाग
May 10, 2025
Mtlb hoga nhi update kya?
Ankit Kumar Pandey
May 11, 2025
Nahi yrrrr...ye kaisa university hai
स्वास्थ विभाग
May 11, 2025
Pass out hu yaar mera 6 th sem tha January me paper diya tha cop ka sbka college me gya h mera nhi aaya h 7th 8th clear h bas 6th sem me ek tha wahi January me diya tha aur ab result hi nhi a rha h mera sbka a gya h
Vicky
May 11, 2025
Abhi tak mca 3 sem back ka result nhi aay kya agr aaya h to show nhi ho rha h kyu
स्वास्थ विभाग
May 11, 2025
Aap kaun se college se ho
स्वास्थ विभाग
May 11, 2025
Kisi ka cop 6th sem ka aaya update huwa result bhai log
स्वास्थ विभाग
May 11, 2025
?
Ganesh Shankar
May 11, 2025
स्वास्थ विभाग
Pass out hu yaar mera 6 th sem tha January me paper diya tha cop ka sbka college me gya h mera nhi aaya h 7th 8th clear h bas 6th sem me ek tha wahi January me diya tha aur ab result hi nhi a rha h mera sbka a gya h
Same problem bro
Mohd Khan
May 13, 2025
Mera back nhi clear ho raha 8 sem ka
Mohd Salim
May 13, 2025
Bahya result kab update hoga
Aakash Singh
May 14, 2025
Mai khud update k liye aya hu but ig koi update nahi ab
Dameon Gtoo
May 31, 2025
स्वास्थ विभाग
Pass out hu yaar mera 6 th sem tha January me paper diya tha cop ka sbka college me gya h mera nhi aaya h 7th 8th clear h bas 6th sem me ek tha wahi January me diya tha aur ab result hi nhi a rha h mera sbka a gya h
Bro result aya?