जिन भी Students को Admit Card में Problem हो रही कृपया करके अपने College से जाके Admit Card लेले

बाकी Site Proper Work kregi to ho Download ho payega

28 comments

Yogesh Engineer
Side par n aaye to college m aa jayenge kya
Yogesh Engineer
Or side kyo work n kar rahi mera to ab carry over hai
Jab site hi nhi khulegi to college wale kha se denge
🆂︎🅸︎🅻︎🅿︎🅸︎
College vale kya भूत hai kya download kr lenge 😂😂
Mere college se message aaya hai ki Student ke admit card download nahin Ho Pa rahe hain vah college se Aakar Le Le to yah kahin Se to download karte honge
Yogesh Engineer
Aktu ki tarf se koi official circular aaya hai kya
Yogesh Engineer
Ki college se Jake le lo
Shivi Singh
Mera to carry over h
Prabhat Yadav
Server is error bata raha hai kb tak thick ho gaya college say koi massage nhi aaya
Lalit Kumar
Exam sa phala server aya jayaga bhai
UTKARSH BAJPAI
Maine college se contact Kiya hai aaj University mai holiday tha Guru teg Bahadur jayanti ka isiliye kal problem solve ho jayegi
College vale to jinka fees pura jama hai sirf unko hi de rahe hai
Arpit
Shivi Singh
Mera to carry over h
Apka download hua or nhi hu toh kaise kro gaay mere bhi carry over ka hai Isley puch rha hu
Bhai college se kisi ko mila admit card
Av error nhi aa raha hai but kuch dikh nhi Raha hai white paper aa raha hai download karne per
Bhai admit card aa gya hai download kar lo
College se admit card mil raha hai kya..?
Show next 7 comments