Kon kon crypto me loss me abhitak ho batao.... recoevery karayenge uske...aaj meri recovery hogayi hai..bnb, ethereum,luna,theta network, ko leke recovery karliy...doge mere pas pahele se thi

21 comments

Lokesh Kumawat
Me hu me
Lokesh Kumawat
Over all 33% se jayda loss
Sourav
28% loss main hu kya karu please help me doge main
Shashank Mishra
Mera 70% chal rha hai
Shashank Mishra
Hi me lgaya thaa or jb market crash ho gyi ab 30% amt bcha hai
Shashank Mishra
Jo loss me hai sale kr du
Business Business
Me
Jo faltu coin rakhe ho uski recovery hojaye to sell kardena...achi coin buy karo
Shashank Mishra
Jo loss me hai sale kr du
Uski wait karo...nahi aur buy karo usko...to usko average buying price ghat jayegi
Shashank Mishra
Ok but ab market crash to nhi hogi
Shashank Mishra
Ok but ab market crash to nhi hogi
Market ab stable hogayi hai .ab dhire dhire market upor jayenge
Shashank Mishra
Thik hai fir or buy krta hu
S Saini Sonu
Metal kab tak up aagya
Shashank Mishra
Thik hai fir or buy krta hu
Han achi coin ko buy karo..nahi to jo coin buy kiye the agar usme 20% se upor me loss me ho usko aur jayeda buy karlo
Show next 2 comments