Suno sab request kar rahe ho ki update dene ke liye.mere update se kiska kiska bhala hua hai..thoda comments batao..agar jayeda logo ki bhala hua hai to..group chalu rakhungi nahi..to aur koi update nahi dungi..m

35 comments

Show 20 more comments
Rohit
Koi jhut ni bol rha......vrna sare apne profit ki pic bhej do mam ko
Rajiv
Main bhi profit me hu
Mera toh hua hai as I always follow your guidance....
Ab market green hone laga h,ab tho apki or jayada jarurt padegi hum garibo ko.
Abhay Choubey
Meine to join hi aaj kiya aapko but chat k through lga aap genuine guide kroge
Rohit
Mam ab to update de dijiye....itne comments se smjh jao n
Mera bhala hua h mam..I follow ur guidance only
Abhay Choubey
Aapke bolne se meine metal me 1500 daal diye aap nhi rhogi fir profit kisko btaunga 😀
Mera bhi profit hua hai
Mera hua maam. 500 ka profit
Ashutosh Kumar
Lagvag sab logo ka faida ho raha hi yr doing best 💯💯👍👍👍👍
Raja Saheb
👍👍👍👍👍👍👍👍
Bhut profit hoya hai mam mera 10 k