Video आ गई हैं जल्दी जल्दी सभी लोग देखो सभी जितने भी प्रकार के status show हो रहे है सभी के बारे में बताया है और soln भी 👆👆👆

4 comments

Prabhat Gupta
Sir mera name Prabhat Kumar hai but bank mai Mr Prabhat kumar hai kya schoolership lanay mai koi problem ho sakti hai sir ji please reply me sir jee
agribanda CSA
Sir main B.sc 1st year se hun aur mera bank rejected me UID never able to dbt likh rha tha to mai bank me gya to vo log bol rhe hain ki KYC se sahi ho jayega kya ye sahi h aur kya iske bad mujhe online form me kuch karna padega sir please reply dijiyega 🙏🙏 thank you sir
Govind krishna
Helo sir mere naak Govind singh h B.Ed 2nd year se mera scholarship form me kuch bhi glt nhi but rejected by DWO se hua h or reason dikha rha h ki attendance less than 75% ...
Sir btaiye me kya kro
Arvind Kumar
Sir ye status show ho raha hai..
Plz help me...