Kya Es baar college se practical viva k time student aur group ki pic univercity jayegi Ager viva practical dene nahi gaya to kya hoga Q ki exam bhi chal raha hai bahut sare bacche cop ka exam denge to 7th sem ka practical kaha se kaise de payenge
🙏
2024-25 ki marksheet kab ayegi ? January ho gya
Utk Maurya
Result not awarded show ho rha h
Pass hu
Kartik Chauhan
Hello bhaiya 2025 may ka passout hu degree or marksheet kb tk aayegi ye btao
Pulkit
Degree or marksheet kab tak aayegi 2024 passout hun par carryover ke vajah se 8 may 2025 ko result declare hua tha marksheet or degree ka kuch nhi pta chl rha kab milegi?
Medical Student
2021-25 batch passout student ki markshert degree kb tk aayegi
Ager viva practical dene nahi gaya to kya hoga
Q ki exam bhi chal raha hai bahut sare bacche cop ka exam denge to 7th sem ka practical kaha se kaise de payenge
Pass hu