Guys I know की आप लोग COP के Result को लेकर बहुत परेशान है , आप से ज्यादा मुझे फिक्र है आप सब की

थोड़ा सब्र रखे जैसे ही कोई Update आती है तुरन्त Video के Through, Telegram पर भी बता दिया जाएगा

Team - Knowledge Fatafat

धन्यवाद 🙏

19 comments

Please bro..jaldi
Deepak Bansal
Yes or
Sartaj Alam
Ek tweet karte h ham log
Sartaj Alam
5th and 6th semester ke carry over ka tension h main
Kuvar singh
Plz bhaiya
Mera second semester ka cop ka result ni aya hai . Mai third year mai pauchuga ab ya nahi (Fifth semester)
M final year m hu b tech CSE ek subject me back aai h na cop ka result aa rha h na hi chalange evaluation ka kuch Pta chal rha h kya kru bhai?
AasimAli Ali
Aktu chalo ab sab log
Ajay Kumar
Pata nahi kya aktu kar Raha hai
Alok Sachan
AasimAli Ali
Aktu chalo ab sab log
bikl bhai aag lga do bnd krwa do university
Vikash Yadav
7 month ho gya abhi tak result nhi aaya
Vikash Yadav
20 January ko exam hua tha ham logo ka PDC nhi aa rahi hai
Bhai ham logo ko ekk hoke University par chalna pare ga aur hartal karna pare ga tabhi kuch hoga
Bhai jisko result jldi chaiye exam controllers ko aur vc ko tag krke mail krdo mene same cheej kri thi mera back ka result aagya th 12 aug ko hi
Saurabh Singh
Special carry over ka result kab update hoga
Ki bhai kuchh aisa lag rha hai