Sir maine 1 subject COP ka exam diya tha to 18 number diye tab maine challenge Revolution apply kiya tha to number increase hokar 25 ho gya fir mujhe PWG se #E mil gya but CP (1) result showing aur redline bhi hat gya please help me
Soumya
Sir mera UFM aa gya hai aur 28 ko mail kiye hai abhi tk kuch nhi hoaa
Soumya
Jiske vjh se hum 5th sem ka exam form bhi fill nhi kar pa rhe h
Soumya
Please sir kuch btaiye
N M
Bhai ap bol rahe 10 marks milte hain b.pharm me lakin hum proof le sath de rahe b.pharm me 11 or 12 marks milte h
N M
Division bhi award hua h
ARVIND RAO
Bhaiya mera B pharma 3rd semester me pahale exam diya to 29number aaya ab diya to 22number aaya lekin mera 29 number nhi juda 22number hi juda hai yadi jud jata to Mera 2nd year clear ho jayega please help me
Pharmacy
Sir hamare me regular subject show nahi ho rahi hai
CP (1) result showing
aur redline bhi hat gya please help me