Long term me hi sabse jayeda profit hoti hai...koi b coin uski pura pas history dekh lo pichle mahinae kya price thi,pichele sal kya price thi...aur ab kitna price hai...koi b coins ko long term hold karoge to bahot jayeda short term balo se profit paoge...

8 comments

Han doge coin 😊😊😊
Abhay Choubey
Long term always effective but uske liye patient or liquidity hona jaruri
Abhay Choubey
Sry patience
Abhay Choubey
Hum chhote investors ko thoda sa loss hua to attack aane lagte h😀😀
Abhay Choubey
Isme important h sahi time pe sahi decisions 2-3 ko long term k liye rekh lo baki k sath short term khelo balance bna rhega
Abhay Choubey
Baki @pinky ji jyada sahi guide krengi mein to ab nya hi aya hu crypto ki duniya me
pravat rout
Jadi mu 5000 invest karibi ta kauthire invest karile ebe mate 1wk re profit miliba avg...