सभी का Result धूप में बैठ कर चेक कर रहा हु जो जो Person msge किया है

क्योंकि Room me net nhi chl rha 🥲

एक Colddrink भेजवा दो कोई जो pass हो गया है 🥲🥲😅😅

28 comments

Show 11 more comments
Confused one✨ Ego supressor🌝⛈️
Sir 1st semester regular walo ka
Aktu wale nase me result diye hai mere dost ka 9 July ko BP301 ka paper hai aur result me 38 num de k clear kr diye 😁 Thnx Aktu 😂😂
Imran Sheikh
Bhai mera 4 semester ka back clear ho gya but 7 semester ka result shoe nhi ho raha hai q
Ankit Gupta
Back paper ka result kb aayega??
Bhaiya b.tech 4 sem ka cop result nai aya kya
Nikhil Kumar
Bhaiya aap hee clear krwa doh back koi jugad lgwa ke 🙏🙏
Back ka result aya hai ya nhi
Back clear nahi ho rahi hai koi solution do sir
Aditya Tripathi
Pr aaj to 1 july hai tu fek raha hai
🤷‍♂️ mujhe kya jiska hua wo khush hai aur kya chahiye
Maharaja Singh yadav
Mera to result hi nhi show ho rha h
Maharaja Singh yadav
Cop wala
Cop bala mostly aa gya hai logo ka pr mera nhi show kr rha hai ??