Sir ye attendance kaise hoga 5th semester hospital training ka
Samiksha
Hello sir..sir ye mera 7th semester hai....sir mere 10th( up board )ke marksheet me naam ke aage Kumari likha hai vhi ab b.pharm me bhi ho gya hai sir mere 12th aur adhar card me nhi likh hai Kumari please btayiye kaise sahi hoga 🥹🙏
Mohd Mujeeb
Sir hmara kb tak aayga result 5th and 6th semester jin hone back exam 17 August ko diya tha 1st year me jo back rh gay thi jis ki wjha se 5th ka result nhi khul tha reply plz
Jagmohan Kashyap
Re evaluation k form kb tk aayege 8th sem b pharma k koi batayega bhai
6th sem b.tech ka result kab takk aayegaa