Challenge evaluation ki Copy का Link aya hai kisi ka Please comments 👇

18 comments

Kaha par link hai
Ddd Dd
Nhi Bhai 8 October ko payment kr thi abhi tak copy nhi ayi hai
Bhai result kab tak aaye g phale yhi tho bataa doo odd semester k recheck k phuch raha hoo
Nik Singh
Nhi aaya bhai..13 oct ko kiya tha payment abhi tak nahi aaya hai
Sahil
Btech ki a gayi hai
🤔 😊
Nhi b pharm ki nhi aayi h
Ji sir b pharma 6th sem ka challenge evaluation ka aaya hai link
Show next 7 comments