Challenge evaluation ki Copy का Link aya hai kisi ka Please comments 👇

18 comments

Kaha par link hai
Ddd Dd
Nhi Bhai 8 October ko payment kr thi abhi tak copy nhi ayi hai
Bhai result kab tak aaye g phale yhi tho bataa doo odd semester k recheck k phuch raha hoo
Nik Singh
Nhi aaya bhai..13 oct ko kiya tha payment abhi tak nahi aaya hai
Sahil
Btech ki a gayi hai
🤔 😊
Nhi b pharm ki nhi aayi h
Ji sir b pharma 6th sem ka challenge evaluation ka aaya hai link
Aa gya hai Bhai but
Maine March me jo carry over ka 4th sem bpharm ka exam Diya tha uska fillup Kiya tha challenge
Copy August me Jo repeat exam Diya tha uska aaya hai
Jabki abhi August Wale cop ka result bhi nhi aaya hai
Sahi Jain
Sorry sir
$ Badshah
Aaya hai sirf
$ Badshah
Mere copy me 59 marks Mila hai aur result me 12 marks dikha raha hai
Show next 3 comments