आज शाम 7 बजे तक Video आएगी जितने भी सवाल पूछे गए हैं इस post के Comments में अगर आपका सवाल हो कोई ऊपर वाली post में Comments करदो जल्दी

37 comments

Show 9 more comments
Bhaiya jab December me pepar hoga to time table kab tak ayega ye batao
Akash Chauhan
Sir answers main shi likhta hu phir bhi aktu back lga de rha hai main kya kru sir kuch samajh nhi aa rha
Vivek Chaurasia
7th sem ka exam kb hoga comfort btana
B.tech 7 sem ke kabb honge
Drx___vivek
Pass out logo no attendence kyo dikha raha hai
Samarth portal pe cop ka option nhi arra plz plz plz plz plz plz plz btao kya karru
Aman Sharma
Sir mba cop result kab aayega? Aur agar aa gaya hai toh update kyu nahi ho raha hai and kab tak update hoga?
Brijesh Chaudhary
Q1 sir jo abhi 29 ko 2nd year ka result aaya hai uska challenge evaluation ka form fill kar payenge ki nahi
Brijesh Chaudhary
Sir 2021 Bach b pharm 2nd year ka exam dene ka ek aur chance milega ki nahi
Mohit Sharma
Time table kab Tak aayega
Drx Sateesh Pal
Sir degree and marksheet kab milega 2023-24
Drx Sateesh Pal
Please reply sir
Sir 7 th sem ke exam kabse hoge & Exam from fill kre na btech wale.?
Dhananjay Karnwal
7 sam ka exam kab sa honga
Btech 4th sem cop ka result kb tk aaiga
Vaish Khan
1year 2nd year me back hai jiska wo abki baar 4th year ka exam de payenge ya nhi
Prashant prajapati
Sir, degree marksheet kab milegi b.pharm 2024 pass out
Main question ye hai ki 3rd year b pharm ka ka result kb tk update hoga......1 year and 2nd year all clear hone ke baad
Ranjeet Verma
Sir b. Pharma 4 semester me internal 23 number hai aur back paper mein 18 number diye hai pass bhi kar diye Hain sir Grace 9 number diye Hain please reply sir
Vinkatesh Tiwari
Bhai
Special cop b tech ka form kb bhara jaye ga aur exam kb hoga batana please?.
Show next 7 comments