आज शाम 7 बजे तक Video आएगी जितने भी सवाल पूछे गए हैं इस post के Comments में अगर आपका सवाल हो कोई ऊपर वाली post में Comments करदो जल्दी

37 comments

Show 16 more comments
Aman Sharma
Sir mba cop result kab aayega? Aur agar aa gaya hai toh update kyu nahi ho raha hai and kab tak update hoga?
Brijesh Chaudhary
Q1 sir jo abhi 29 ko 2nd year ka result aaya hai uska challenge evaluation ka form fill kar payenge ki nahi
Brijesh Chaudhary
Sir 2021 Bach b pharm 2nd year ka exam dene ka ek aur chance milega ki nahi
Mohit Sharma
Time table kab Tak aayega
Drx Sateesh Pal
Sir degree and marksheet kab milega 2023-24
Drx Sateesh Pal
Please reply sir
Sir 7 th sem ke exam kabse hoge & Exam from fill kre na btech wale.?
Dhananjay Karnwal
7 sam ka exam kab sa honga
Btech 4th sem cop ka result kb tk aaiga
Vaish Khan
1year 2nd year me back hai jiska wo abki baar 4th year ka exam de payenge ya nhi
Prashant prajapati
Sir, degree marksheet kab milegi b.pharm 2024 pass out
Main question ye hai ki 3rd year b pharm ka ka result kb tk update hoga......1 year and 2nd year all clear hone ke baad
Ranjeet Verma
Sir b. Pharma 4 semester me internal 23 number hai aur back paper mein 18 number diye hai pass bhi kar diye Hain sir Grace 9 number diye Hain please reply sir
Vinkatesh Tiwari
Bhai
Special cop b tech ka form kb bhara jaye ga aur exam kb hoga batana please?.
Indra Pratap tiwari Indra pratap tiwari
Sir mera 1st 2nd semester ka result aa gya hai aur clear bhi ho gya hai lekin 5th 6th semester ka result so nhi ho raha hai
Good evening sir
Sir mera name Rishabh hai
Mai B.tech 21 me passout hu
Mera math me carryover tha 18 marks mile grace mil gya... First year ka status PWG dikha ha hai but final result me first year me PCP hi show ho ha or marks bhi nhi update hua or CGPA bhi nhi update hua....kaise ye update hoga please btaiye
Rishabh
Good evening sir Sir mera name Rishabh hai Mai B.tech 21 me passout hu Mera math me carryover tha 18 marks mile grace mil gya... First year ka status PWG dikha ha hai but final result me first year me PCP hi show ho ha or marks bhi nhi update hua or CGPA bhi nhi update hua....kaise ye update hoga please btaiye
Good evening sir
Sir mera name Rishabh hai
Mai B.tech 21 me passout hu
Mera math me carryover tha 18 marks mile grace mil gya... First year ka status PWG dikha ha hai but final result me first year me PCP hi show ho ha or marks bhi nhi update hua or CGPA bhi nhi update hua....kaise ye update hoga please btaiye
Ankit Singh
Sir tentative schedule kb aye ga
Ankit Singh
Sir please bta do kb aye gi tentative schedule please sir 🙏🙏🙏🙏
😭Sir meri 6 semester mai ek subject mai grace mila hai pwg hai result to kya mai 7 semester mai uska form bhru ya nahi . B pharm
Or sir jo 2 year ka result aya hai usme back E show ho rha h