Knowledge FataFat
Guys, जो भी Students Semester Back की Category में हैं इसके Regarding Video आएगी अपडेट मिलते ही
1 जवाब दो कमेंट्स में की
अभी जो 2 दिन से Sem Back दिखा रहा था ERP पर क्या अभी भी दिखा रहा या अब htt गया
Npty Npfy दोनो वाले Comments करे
👇
👇
👇
64 comments
Abhijeet
May 19, 2024
Dikha rha hai abhi bhi
DRX.. RAGHAV
May 19, 2024
Sir please mujhe bta dijiye maine 3rd our 4rth semester ke exam diye hain par sir 1 hi subject me number chade hain baki sab blank dikha raha hai carry over ka
Warrior
May 19, 2024
Ha aise hi mere me dikha rha ek subject me abi blank h
SUMIT LOHIA
May 19, 2024
B pharma Carryover ka result kab aayega
Praveen Yadav
May 19, 2024
Result me year back nhi dikha rha hai par IRP par semester back dikha rha hai sir app log kuch kro
Kailash Chaudhary
May 19, 2024
2nd sem me back hai par 6th sem ka exam form fill nahi ho raha hai to kya year back lagega
Pharmacy I love you
May 19, 2024
Mene to kal form fil kar diya
Crazy Crazy
May 19, 2024
Dikha rha h sir
Pharmacy I love you
May 19, 2024
Or Mera 2 sem back he
Doli Kashyap
May 19, 2024
Sir Mera bhi erp me back show ho Raha hai
Kailash Chaudhary
May 19, 2024
Solution par video
Pharmacy I love you
May 19, 2024
Ha
Abdul Rahman
May 19, 2024
Dikha rha hai
Bablu Kumar Gupta
May 19, 2024
Hamara 3 sem or 4sem me dono me ek ek back hai 4 bar exam de chuke hai no chang nahi hota hai sem wahi utha k dal dete hai
Raja bhaiya
May 19, 2024
2nd semester mai back hai par 6th semester ka exam form fill nahi ho Raha hai to kya hoga
Show next 49 comments