Guys, जो भी Students Semester Back की Category में हैं इसके Regarding Video आएगी अपडेट मिलते ही

1 जवाब दो कमेंट्स में की

अभी जो 2 दिन से Sem Back दिखा रहा था ERP पर क्या अभी भी दिखा रहा या अब htt गया

Npty Npfy दोनो वाले Comments करे 👇👇👇

64 comments

Show 1 more comment
DRX.. RAGHAV
Sir please mujhe bta dijiye maine 3rd our 4rth semester ke exam diye hain par sir 1 hi subject me number chade hain baki sab blank dikha raha hai carry over ka
Ha aise hi mere me dikha rha ek subject me abi blank h
B pharma Carryover ka result kab aayega
Result me year back nhi dikha rha hai par IRP par semester back dikha rha hai sir app log kuch kro
Kailash Chaudhary
2nd sem me back hai par 6th sem ka exam form fill nahi ho raha hai to kya year back lagega
Pharmacy I love you
Mene to kal form fil kar diya
Crazy Crazy
Dikha rha h sir
Pharmacy I love you
Or Mera 2 sem back he
Doli Kashyap
Sir Mera bhi erp me back show ho Raha hai
Kailash Chaudhary
Solution par video
Pharmacy I love you
Ha
Abdul Rahman
Dikha rha hai
Bablu Kumar Gupta
Hamara 3 sem or 4sem me dono me ek ek back hai 4 bar exam de chuke hai no chang nahi hota hai sem wahi utha k dal dete hai
Raja bhaiya
2nd semester mai back hai par 6th semester ka exam form fill nahi ho Raha hai to kya hoga
Kashyap ji
Challenge ka form nahi aaya h kab aaye ga aur 22 Tak last date h back ka form fill karne ka agar challenge ka form nahi aaya to back ka bhi date khatam ho Jaye ga please bataiye challange ka form kab ayae ga b pharm 7 th sem ka
2nd semester mai back hai or aktu ERP pe semester back dekha Raha hai
Prem Sing
Dikha raha hai
Sir ERP pe form bharne ka nahi dekha raha 8 sem ka
sir jiski ufm lagi h uske bare bhi btao kuch
Prem Sing
Ham sabhi paresan hai
Ajit Verma
Mere me bhi sem back dik rha h
Show next 42 comments