M pharm 1 semester ka admit card kaisa download kara
Shantanu Singh
Sir question yahi hai ki jab hum abhi January me COP ka exam diye hai to frr se kaise admit card aa sakta hai jabki humne koi exam fee bhi nhi di hai
Vikram ....
Sir mai carry over ka exam de Diya tha aur mera phir se admit card aa gya jo paper mai de Diya hu uska phir se date aa gya esha koi solution hai sir please jawab dijiye sir
Deepak Gupta
Bahi January ke challenge revaluation ka result kab Tak aayega
Neha Singh
Sir hum log exam de chuke hai fir v admit Card aaya hai to kya exam Dena compulsory hai
Kamlesh Kumar
Degree kab tak aayega 2023 ka
🥰🥰 ....
Challenge revaluation k result kab ayega phase 2 k jo 25/12 ko fees jama kr di thi uska result
Aktu.ac.in pe milega