Aktu Exam aur admit card को लेकर बहुत सारे आपके सवाल है कल Video आएगी और सारा Doubt clear हो जाएगा

तब तक जो भी सवाल है Comments करो जल्दी जल्दी मैं पढ़ता हूं

22 comments

Show 2 more comments
Vikram ....
Sir mai carry over ka exam de Diya tha aur mera phir se admit card aa gya jo paper mai de Diya hu uska phir se date aa gya esha koi solution hai sir please jawab dijiye sir
Deepak Gupta
Bahi January ke challenge revaluation ka result kab Tak aayega
Neha Singh
Sir hum log exam de chuke hai fir v admit Card aaya hai to kya exam Dena compulsory hai
Kamlesh Kumar
Degree kab tak aayega 2023 ka
🥰🥰 ....
Challenge revaluation k result kab ayega phase 2 k jo 25/12 ko fees jama kr di thi uska result
Akash Tiwari
Sir hamne cop diya tha magar fir se admit card aa gya hai
Suraj Kannaujiya
Sir cop exam de chuke hai to kya dobara exam Dena hoga
Anshu Yadav
Sir kya ap ka
Anshu Yadav
WhatsApp number mil sakta
Anshu Yadav
Sir ji kuchh important work hai
Anshu Yadav
Please help me sir
Ramanuj yadav
Kab tak video ayga
Adarsh Dixit
Cop npty aur npfy wale bhi show ho rhe hai toh kya vo bhi exam dubara hoge
Nitish Patel Patel
Sir dobra paper Dena pdega
Sir January me 4th sem ka back hua h fr se admit card q de Diya....
Kya fr se exam Dene Jana hoga please sir btaiye bahot tension ho raha h