Challenge evaluation phase 2 ka result kab tak aayega?
Arpit
Sir..Mana march ma exam dia tha 1,2 sem ka oor abhi tak result nhi aaya hai…5 subjects ma ufm show kar raha hai..aktu ko mail bhi kia hai..2 baar abhi tk clear nhii hua ufm…sir reply karna please 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Mohd Sharik
6 sem B pharm result ke upr
Mohd Sharik
Result update for Bpharm 6 semester
Mohd Sharik
6 sem ke result ke upr
Harsh Gurjar
6 th semester resul aur carter after bpharma please sir
Rajan Tiwari
B.pharma job key liye app kuch bataiye Baki to sab theek ! Berojgari per bhi video bana dejiye kio b.pharma wale berojgar ho chuke hai
Me grace se paas hu 4 semester me . Mene grace hatane ki wajah se exam diya tha March me. Sab students ka result aa gaya mera nahi aya 45 din ho gaye aaj result aay hue . College me application bhi de di . Or aktu university ko 20 baar mail 💌 bhi kar diya abhi tak result nahi aya . 😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭
Patel
Year back system 2021-22 bach ke liye video banaiye, Jinka result status NPTY hai spicial carryover paper diye hai agar unka firse back lagta hai to year back lagega ya nahi?
Baki to sab theek !
Berojgari per bhi video bana dejiye kio b.pharma wale berojgar ho chuke hai