Me grace se paas hu 4 semester me . Mene grace hatane ki wajah se exam diya tha March me. Sab students ka result aa gaya mera nahi aya 45 din ho gaye aaj result aay hue . College me application bhi de di . Or aktu university ko 20 baar mail 💌 bhi kar diya abhi tak result nahi aya . 😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭
Patel
Year back system 2021-22 bach ke liye video banaiye, Jinka result status NPTY hai spicial carryover paper diye hai agar unka firse back lagta hai to year back lagega ya nahi?