23 comments

Sushant Mishra
Sir bpharm cop aur revaluation ke liye tweet kar dijiye bpharma 3rd sem aur even sem 2nd year ka result kab tak aayega
Vashishth kushwaha
Sir b pharma passout batch ka marksheet and degree certificate kab se milega
Shubham Rai
Sir bpharma 7 sem ka challenge evaluation ka result kab tak aaega
Ashish Raghav
B pharma 3sem. Or 4th sem. Ka cop result kab tak ayega btaa sakte ho aap.......

Paper July m start hue the 2025 m
Ashish Raghav
Aree sir comments section per koi jabab nhi dete ho phir bolte ki aap comments kro please tell me something
Aftab Alam
May June me b pharm 8 sem cop exam diye the par abhi tak result nhi aaya hai
Utk Maurya
6 sem and 8 sem. Cop ka result kab tak aayega
Hlo sir 8 sem ki degree lene aktu jau kya
B pharm ko degree lene Aktu ja skta hu mil jayegi degree
Sir mai ek GPAT qualified student hu but mere NIPER me thode km number the ....
isliye abhi 1 year drop liya hu
Abhi up me Up DI ki vacancy aane vali hai ....

And meri degree abhi tk nhi mili hai na hi marksheet ....

Sir Dropper hu to soch rha issi me govt exam bhi de pau ?
Sir please reply 🙏
Aktu jane pr degree mil jayegi and Marksheet mil jayegi???
En. Sachin
Hello bhai aktu BTech 3rd semester ka ufm ka result kab tak aane ki sambhavna hai or 4th semester ka bhi result kab tak aa sakta hai.
Please btao.
Hello bhai 2024-25 scholarship reapply kaise kare please bata dijiye
8 sem cop result kb tk aayega
Hlo bhai koi ye batye university jane par degree aur marksheet mill jayega
Show next 6 comments