Sir mai ek GPAT qualified student hu but mere NIPER me thode km number the .... isliye abhi 1 year drop liya hu Abhi up me Up DI ki vacancy aane vali hai ....
And meri degree abhi tk nhi mili hai na hi marksheet ....
Sir Dropper hu to soch rha issi me govt exam bhi de pau ?
Maine June main exam diye te carry over ke 5th sem or 6th sem or 4th sem ke per ab tak mera result nahi aaya hai koi solution hai es ka kisi ka result aaya hai ki nahi ya mera update nahi hua hai
Paper July m start hue the 2025 m
isliye abhi 1 year drop liya hu
Abhi up me Up DI ki vacancy aane vali hai ....
And meri degree abhi tk nhi mili hai na hi marksheet ....
Sir Dropper hu to soch rha issi me govt exam bhi de pau ?
Aktu jane pr degree mil jayegi and Marksheet mil jayegi???
Please btao.