Sir phle jo result aaya hai usse update krne k liya tweet kro carryover toh hoga hi hoga. Result aa gya hai par division not awarded aa rhi hai aur na provisional degree aa rhi hai sir bohut parachan ho gye hai hum
Are Bhai mai final year me tha, July me 4th sem ke subjects ka back diya tha abhi tak result nhi aaya, ab kya agle saal aayega, kya bakchodi hai ye aktu ki, pehle to copy maal phuk ke check krte hai sab baad me result ki bakchodi
Abhi Tak nahi aaya hai bhai
Uske liye bhi kareye tweet