कल Sunday 5 Oct को 1pm पर Special Carry Over को लेकर Tweet किया जाएगा

Tweeter Link 🖇️👇
https://x.com/VishalP93496560?t=ZsJd8BdfqXhecyrx0VxVXw&s=09

15 comments

Show 4 more comments
....p
Rechecking k result kb tk ayega june m fill Kiya tha
Prince Singh
Sir saath me 6th sam Carry over result ko bhi shamil kijiye please
Carr over result ??
Abhi Tak nahi aaya hai bhai
Uske liye bhi kareye tweet
Ritu Gupta
Rechecking ka result kb aaega 5th sem ka
Utk Maurya
COP ka result kb aayega
Shubham Maurya
Pahle cop ke result ke liye tweet nhi kar rhe hai special carry over ke chakkar me pareshan hai
Shubham Maurya
Exam diye 4 months ho gaya Abhi tk result nhi aaya isake liye tweet kariye
Sir phle jo result aaya hai usse update krne k liya tweet kro carryover toh hoga hi hoga. Result aa gya hai par division not awarded aa rhi hai aur na provisional degree aa rhi hai sir bohut parachan ho gye hai hum
Are Bhai mai final year me tha, July me 4th sem ke subjects ka back diya tha abhi tak result nhi aaya, ab kya agle saal aayega, kya bakchodi hai ye aktu ki, pehle to copy maal phuk ke check krte hai sab baad me result ki bakchodi
Vishal bhai sabhi pass out students jinka result update nhi hua division award nhi hua hai all clear ho jane ke bad bhi unke liye bhi tweet karte hai