आप लोगों के Result और Exam को लेकर क्या Doubt या Questions हैं Comment में बताएं 👇

165 comments

Show 25 more comments
Sir 2nd sem ka back form kab aayega
Back result 4th sem and expected exam date for 7th sem
Sir mera back ka kl result aaya 4th sem ki jiske wajah se final yr result open nhi hi rha tha.... Again back de di aktu walo nein ab kya hoga main challenge krna chah rha hu but form nhi aa rha hmlog ke liye pls reply....🙏
Sir Ji mera NPFY ke wajah se 7 aur 8 semester ka result nahi aaya tha lekin 29 November ko 4 sem ka result aa gaya hai lekin abhi tak 7 aur 8 semester ka result nahi aaya hai, kripaya meri madad kijiye.
Håsñåíñ Påthâñ
Sir hamara 1st year clear hai 2nd year me 2 back hai sir 7 semester ka exam dene ko milega ya nahi please 🥺 Bata dijiye sir me last year me hu
Sobia Ansari
Sir mera 1 and 2 year dono clear hogye lkn 3 year ka result ab bhi show nhi hora ..
Abhinav Anand Sharma
B-pharma 3-4th semester ke result me grades ka column blank hai aur meri koi back bhi nhi hai ... Kab tak update hoga ?
Hari singh Hari singh
एकेटीयू बीटेक के फिफ्थ सेमेस्टर वाले क्या सर एग्जाम फॉर्म भर सकते हैं कि उनके लिए दूसरा कोई आएगा
Krishna Kumar
Sir 3,4 sem cop result hi nhi diya hai pahle wala hi show kar raha hai
Vinkatesh Tiwari
As Saif
Ab nhi bhra jayega
Special cop b.tech ka hoga v ki nhi kyo ki exam form baki same ka to bhara ja rha h
Drx___vivek
4th sem rechecking me cliar ho gaya tha cop me back laga diye sabka 7/8 ka result aa gaya mera nahi aaya aayega ki nahi
Unais Chauhan
Sobia Ansari
Sir mera 1 and 2 year dono clear hogye lkn 3 year ka result ab bhi show nhi hora ..
Aaj final year ka show hua ho skta he kl tk apka bhi show ho jaye lekin hoga jld hi
Sir mba second first year second sem ka cop result kb ayega
Hari singh Hari singh
एक्टू फिफ्थ सेमेस्टर वाले एग्जाम फॉर्म भर सकते हैं क्या
Chhavinath Verma
Sir🙏🙏 cop Dene ke bad results status me cp(1)hai aur back paper me 16* hai aur grade D#hai aur sir ji red colour ki line nhi hai please batay back fir se dena hoga
Unais Chauhan
Sir rply zarur kariyega mere comment ka jo bhi apko isse related information ho to
Nikunj Nagar
sir 1 year clear h b pharm m but 5/6 sem ka result show nhi ho rha h
B pharma 1st semester ki back nahi nikli hai meri to sir ham 7th semester ke exam de paunga ya nhi plz reply
Show next 100 comments