Sir Ji mera NPFY ke wajah se 7 aur 8 semester ka result nahi aaya tha lekin 29 November ko 4 sem ka result aa gaya hai lekin abhi tak 7 aur 8 semester ka result nahi aaya hai, kripaya meri madad kijiye.
Håsñåíñ Påthâñ
Sir hamara 1st year clear hai 2nd year me 2 back hai sir 7 semester ka exam dene ko milega ya nahi please 🥺 Bata dijiye sir me last year me hu
Sobia Ansari
Sir mera 1 and 2 year dono clear hogye lkn 3 year ka result ab bhi show nhi hora ..
Abhinav Anand Sharma
B-pharma 3-4th semester ke result me grades ka column blank hai aur meri koi back bhi nhi hai ... Kab tak update hoga ?
Hari singh Hari singh
एकेटीयू बीटेक के फिफ्थ सेमेस्टर वाले क्या सर एग्जाम फॉर्म भर सकते हैं कि उनके लिए दूसरा कोई आएगा
Krishna Kumar
Sir 3,4 sem cop result hi nhi diya hai pahle wala hi show kar raha hai
Sir mba second first year second sem ka cop result kb ayega
Hari singh Hari singh
एक्टू फिफ्थ सेमेस्टर वाले एग्जाम फॉर्म भर सकते हैं क्या
Chhavinath Verma
Sir🙏🙏 cop Dene ke bad results status me cp(1)hai aur back paper me 16* hai aur grade D#hai aur sir ji red colour ki line nhi hai please batay back fir se dena hoga
Unais Chauhan
Sir rply zarur kariyega mere comment ka jo bhi apko isse related information ho to
Nikunj Nagar
sir 1 year clear h b pharm m but 5/6 sem ka result show nhi ho rha h
B pharma 1st semester ki back nahi nikli hai meri to sir ham 7th semester ke exam de paunga ya nhi plz reply
Anjali pal
Sir challenge revaluation ka result show ni ho rha h 3sem cop ka result update kab tak hovega 4sem to cop m Jo mene exm ni diye un m bhi number de rkhe h bahut jyada preshan hu m plzzz sir help me 🥲
B pharm 2nd year clear na hone par kya 4th year m ab year back lg jyga sir bht ganda copy check hua h cop ka or cop ka challenge evaluation kab ayga wese to erp par bhara ja rha h fee pay ka b option aara h challenge k stage 1 ka to kya hm abhi bhar skte h subject wagerah sb show kr rha h.
Sir meri 6 semester mai ek subject mai grace mila hai pwg hai result to kya mai 7 semester mai uska form bhru ya nahi . B pharm Or sir jo 2 year ka result aya hai usme back E show ho rha h
Kapil Mourya
Sir mere dubara back lga de 1st or 2nd sem me to mai 7th semester ke exam de sakta hu course B.pharma 4th year
Or sir jo 2 year ka result aya hai usme back E show ho rha h