आप लोगों के Result और Exam को लेकर क्या Doubt या Questions हैं Comment में बताएं 👇

165 comments

Show 98 more comments
Bhi npfy tha or Mera result AA gya ha or ma clear hu but 4 year ka bhi result AA gya ha or ma 8 semester ka clear hu but 7 sem ma internal number ki wajah sa back ha (mujhe internal ma 13,15,17 number dia ha ) exam form bhi nhi bhr Raha erp pa bhi nhi or nahi samarth portal pr ab ma kya karu
Rajat Rajput
Grace number ke advantages & Disadvantages bataye sir please kyuki 1& 2 year me grace laga hai
Rajat Rajput
Or kya grace number wale student (b.pharma) Gpat ke liye eligible hoga
Kapil Mourya
Sir please kuch batao mai B.pharma 4th year me hu mere 1st or 2nd sem me back hai to exam form to open ho rha lekin subject show nhi kar raha hai kya kare to
Kapil Mourya
7th semester ke
Adarsh Chauhan
Sir muchhe 14 number ka grece Mila hi
Nitish Kumar
Exam date kb aayega
Mohd Mujeeb
Q-1 1st and 2nd year all clear ho gya
But 5th and 6 semester ka result open nhi hua
Kya ab update hoga result tb hoga open
Dhananjay Karnwal
7 sam ka exam kab sa hai
DRX.. RAGHAV
Sir exam form date badegi ya nahi
MANOJ MAURYA
Sir mai 2023-24 me 3rd sem ka exam diya tha aur result aane ke baad recheck karwaya tha , uska result kb tk aayega
Brijesh Chaudhary
Q1 sir kya 2021 bach k logo ko jinka 2nd year clear nahi hai o log 7th semester ka exam form fill kar payenge ki nahi
Shuaib Turk
3rd sem (b.tech) exam kb h
Suraj Kanaujiya ♥️
4 th sem carry over ka result kb ayega
4th sem ka cop ka result kb aaye ga
Result ane ke bad purane number update kitne din me hote h??
Aman Nawaz
5 th sem exam kab se hoge sir
Angad 9098
Sir mere result me practical me abs hai kaise sahi hoga
Kavita kuntal
Mujhe reply jarur Krna mere regular paper m 3 sub m result m 00 aa rha h update hoga ya ny ye bto esa to h ny ki bachha 1 mark ka bhi sahi na kre please bto kya kru m
5 sem ke exam kab se star hoge ??
Show next 46 comments