Result ane ke bad purane number update kitne din me hote h??
Aman Nawaz
5 th sem exam kab se hoge sir
Angad 9098
Sir mere result me practical me abs hai kaise sahi hoga
Kavita kuntal
Mujhe reply jarur Krna mere regular paper m 3 sub m result m 00 aa rha h update hoga ya ny ye bto esa to h ny ki bachha 1 mark ka bhi sahi na kre please bto kya kru m
Sir mai b.Pharma 3rd year ka student hu aur mara first year all clear hai 2nd year mai 2 back hai mara 7th semester ka form nahi bhar pa raha hu sir solution bataya
Durvesh Kumar
Sir remedial biology practical me absent hai college bale bol rahe hai ki number bhej diye hai university ko fir bhi update nhi huye 3 year ho gye hai abhi tak update nhi huye hai ab kya karu mai