आप लोगों के Result और Exam को लेकर क्या Doubt या Questions हैं Comment में बताएं 👇

165 comments

Show 100 more comments
4th sem ka cop ka result kb aaye ga
Result ane ke bad purane number update kitne din me hote h??
Aman Nawaz
5 th sem exam kab se hoge sir
Angad 9098
Sir mere result me practical me abs hai kaise sahi hoga
Kavita kuntal
Mujhe reply jarur Krna mere regular paper m 3 sub m result m 00 aa rha h update hoga ya ny ye bto esa to h ny ki bachha 1 mark ka bhi sahi na kre please bto kya kru m
5 sem ke exam kab se star hoge ??
Shreyash Shrivastav
Re-evaluation kbtk aayega mba 2nd semester ke result ka
Vinay Kumar
Sir meri 1st sem back h ky mai 5th sem bar saktha hu
Pankaj Kumar
Sir ji meri abhi second year clear hui h but 8th sem ka COP nhi show ho Raha h kya kare koi solution ho to btao sir ji
mera 1st year me back tha ek subject aur mai 2021 batch hu abhi fourth year me hu aur special cop me phir se back aa gaya toh year back lag gaya
Sir mai b.Pharma 3rd year ka student hu aur mara first year all clear hai 2nd year mai 2 back hai mara 7th semester ka form nahi bhar pa raha hu sir solution bataya
Durvesh Kumar
Sir remedial biology practical me absent hai college bale bol rahe hai ki number bhej diye hai university ko fir bhi update nhi huye 3 year ho gye hai abhi tak update nhi huye hai ab kya karu mai
Exame date sheet kab tak ajeyi sir
Btech 2year ka exam form kaise bharna hai or ERP se bharna hai ya Samarth portal se
vansh Rastogi
B farma 2 sem re evalution ka form kab aia ga
Ajeet Yadav
Revaluation ka result kab tak aayega 3 semester ka 5 December ko tak last date hai exam form fill krneka sir ji bta do please 🙏 sir ji 🙏
Mohd Sarvar
Sir Bpharm final year me 2 back hai kb paper hoga bhut time Jaa raha hai
Kb course poora hoga kb job karenge
Kanhaiya Lal
Back to back kya kare sir same number update hai
Kanhaiya Lal
Please sir kuch Hal bataye
Mohd Sarvar
Aur back paper online hoga y offline
Ajay Kumar
B pharm 4th sem regular exam me 8 number aaya tha...!
Do bar cop exam diye same number aaya...!
Is bar bhi same number aaya hai...!
Kya karu Vishal bhaii....?????
Show next 31 comments