Dear Students ❣️ aktu जो घटिया हरकते किया है COP के Result में दोबारा Back लगा के मुझे लगता है ये Copy चेक ही nhi किए है ढंग से बस General marking करी है
Aktu वालो के ऊपर बहुत Pressure पड़ रहा था इसी मजबूरी में उसने उल्टा सीधा Result जारी किया है
आप लोग बताओ क्या किया जाय इसके लिए आप के कोई विचार ??
हुकुम करो मेरे आका मैं क्या कर सकता हु अपने side से 🙏🙏🙏
79 comments
Show 14 more comments
Rahul Singh
Bhai ji ak to clear subject me back aur grace bhi nahi mila kuch to karna padega bhai
Sir jiska ye last chance tha uski back lga diye hai unko to majak lg raha hai o to ham logo ki jidgi kharab kiye hai ham exam dete rahe aur ye log fail karte rahe time paisa career sab kuch chala gya sirph ak subject ki vajah se kya o vaps a skta hai ham exam nahi dege ya to hamri copy phir se check kre ya ham logo ko pas kare
Social media ki help tweet karo post karo hrr jagah kyuki ab hm logo ke pass carryover ka bhi time nahi he carry over ke chakkar me October to nikl hi jaega. Soo inlogo ko promote karna chahiye sabhi ko iss baar because fault University ka he compensate bhi unhe hi karna padega. If humlog stand nahi lege to ye University kuch bhi nahi karege humlog ke liye .
Sir mera 2 sem pura clear hai or 1 sem me 2 back thi abhi cop result me ek clear krdi but ek subject me 1 marks se laga di back kiya mjhe grace milega usme ya nhi sir plzz bataye
Ravi Rajput
Bhai copy recheck nhi ho sakti kya carry over wali ya koi or solution ho
Md Gulab Sarbar
Sir cop ka paper full confidence se likhe phir bhi 1 subject me 2 marks se back lga diya hai to kya iska challenge evolution ka form fill kar sakte hain
Jo ye ruslt aya h vo purani copy ke data se he update kar diya gya h
Kyuki upar se pressure bhot jada thaa kuch to college ki taraf sa to kuch student ki tarf se social media ne diya jiski bajhe se unhe ruslt dena pda purani copy se he
Jiske karan kuch student ki same vahi number aaye jo phele theyee
Or kuch ki phele jinme back thi or unhone clear kar li To jaise he unhone purani copy uthai to unhe unme back dhiki
To unhone vahi number se update kar diye
Or back clear hone ke baad bhi fir se back dhika di
Jo ye ruslt aya h vo purani copy ke data se he update kar diya gya h
Kyuki upar se pressure bhot jada thaa kuch to college ki taraf sa to kuch student ki tarf se social media ne diya jiski bajhe se unhe ruslt dena pda purani copy se he
Jiske karan kuch student ki same vahi number aaye jo phele theyee
Or kuch ki phele jinme back thi or unhone clear kar li
To jaise he unhone purani copy uthai to unhe unme back dhiki
To unhone vahi number se update kar diye
Or back clear hone ke baad bhi fir se back dhika di