Dear Students ❣️ aktu जो घटिया हरकते किया है COP के Result में दोबारा Back लगा के मुझे लगता है ये Copy चेक ही nhi किए है ढंग से बस General marking करी है

Aktu वालो के ऊपर बहुत Pressure पड़ रहा था इसी मजबूरी में उसने उल्टा सीधा Result जारी किया है

आप लोग बताओ क्या किया जाय इसके लिए
आप के कोई विचार ??

हुकुम करो मेरे आका मैं क्या कर सकता हु अपने side से 🙏🙏🙏

79 comments

Show 22 more comments
Ravi Rajput
Bhai copy recheck nhi ho sakti kya carry over wali ya koi or solution ho
Md Gulab Sarbar
Sir cop ka paper full confidence se likhe phir bhi 1 subject me 2 marks se back lga diya hai to kya iska challenge evolution ka form fill kar sakte hain
Andar ki jaankari ke mutabik pta chla h ki

Jo ye ruslt aya h vo purani copy ke data se he update kar diya gya h

Kyuki upar se pressure bhot jada thaa kuch to college ki taraf sa to kuch student ki tarf se social media ne diya jiski bajhe se unhe ruslt dena pda purani copy se he

Jiske karan kuch student ki same vahi number aaye jo phele theyee

Or kuch ki phele jinme back thi or unhone clear kar li
To jaise he unhone purani copy uthai to unhe unme back dhiki

To unhone vahi number se update kar diye

Or back clear hone ke baad bhi fir se back dhika di
Sir result kab update hogaa
mantu
sir mera 4 sem all clear tha lekin 2 me back lga diye hai
Sneha
Ya to grace se pass kre ya phir exam karawaye ya to pass kare bas year back na lagane de bs
Vikas kumar
Use rechecking wali copy mujhe fail dikha diya
Bhai reason vahi h apki purani copy kyuki uske data base se aap fail ho to unhone vhai update kar diya hai
Hritik Sharma
Bilkul shi bhai yehi kiya h
My boy pls fuck the aktu!!
Himanshu Pandey
Sir Jo Result aa hai 13 September ko COP Ka Meri 3rd year me 5th semester aur 2 aur 6th semester ka 4 back Diya tha Jisme se meri 2 back clear aur 3 subject me pass hone likha tha Bus meri Result Update ho Jaye yaa to Special Carry Over exam ho within 15 - 20 Days Kiyu ki meri ko job ki liye Out of station Jana hai
Adarsh Kumar
Bhai aktu ne Puri copy hi Galt check ki hai kuch Karo nahi too agli baar back paper de denge too bhi bharosa nahi hai ki aktu pass karega
Rai Sahab
Mai 2017 batch b tech ka student hu mujhe external 14 Mila internal 18 Mila h engg Mathematics 1st ki back h smjh nii aa rha h ki rechecking daalu ya Karu Vishal Bhai kuch solution btao mai ekdam dipressed ho gya hu
Himanshu
Sir meri 4th sem Mae ek subject Mae back hae 9 marks se par 10 marks ka per year grace milta hae to mujhe grace kyu Nahi mila hae sir grace ka rule bta do mujhe kya hae kya Hota h ek subject kae chakkar Mae meri year back laga Rahe h sir meri to zindagi kharab hojayegi Mae kya karunga sir 🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺
Ramanuj yadav
b pharma may kinta number grace milta hai
Ambuj Singh
Sir mai 4th yr me hu mera paython & css me 25- 28 number hai lekin mujhe quiz ka no. Nhi mila ab IIT KANPUR karana bhi band kr diya mai dono ka back bhi de diya 30 no. Lane ke liye mera back ka number bhi show nhi kr rha hai aur quiz diya tha uska no. Bhi nhi update huaa sir plz reply
Show next 36 comments