Carry Over Result Already Declared Yesterday ✅
Please check your result
As I already told you cop result will be declare after 15July.

25 comments

Bhaya challenge evaluation ka kab aayga pl bata dijiye. Yaha adhe sai jyada challenge evaluation kai liye baithe hai
Pass ho gaya hai per abhi not awarded dikha raha hai kya problem hai or semester result ma pass Dikha raha hai please bataya kya problem hai kab tak sahi ho jaya ga
Sir mera 2nd year ka back clear hogaya ab last year ka result kab tak khulega
Adarsh Chauhan
Mera 7th sem ka nahi aaya sir abhi tak
Special carry over 2026 honge ya nhi?
KAIF ARSHAD
Mera 6sem b.tec cop ka result abhi tak nhi aaya hai .pratical ka
Declare to ho gye but ERP portal me acadmeic status abhi bhi carry over aa rha hai and digilocker me no record found
Sir mai 8th sem ka student tha , orr maine 6th sem ka cop diya tha , meri division or cgpa update nhi hui hai
sameer Bhai
Mai 8 sem me hu aur mai 6 sem me grace se pas hua tha to maine grace hatane ke liye carry bhar di ab carry ka result aaya lekin result me sab kuch pahle jaisa hai koi changes nhi even date tak nhi result ab bhi grace se pas dikha rha plz reply
Vivek Kumar
Clear hone ke baad degree certificate kab tak aayega
Show next 10 comments