Pass ho gaya hai per abhi not awarded dikha raha hai kya problem hai or semester result ma pass Dikha raha hai please bataya kya problem hai kab tak sahi ho jaya ga
Sir mai 8th sem ka student tha , orr maine 6th sem ka cop diya tha , meri division or cgpa update nhi hui hai
sameer Bhai
Mai 8 sem me hu aur mai 6 sem me grace se pas hua tha to maine grace hatane ke liye carry bhar di ab carry ka result aaya lekin result me sab kuch pahle jaisa hai koi changes nhi even date tak nhi result ab bhi grace se pas dikha rha plz reply
Clear hone ke baad degree certificate kab tak aayega
Nitin Kumar
Sir mera result hi nahi aya
Nitin Kumar
3 sem aur 4 sem ka
.A.J.
Sir mera 7th sem ka carry over to aagiya lakin 5th sem ka nahi aaya lakin mere dost ne 5th sem ka mere sath hi Diya tha uska aagiya lakin Mera nahi aaya
Mera 7sem ka to aagiya lakin 5th sem ka nahi aaya lakin mere dost ka 5 sem ka aagiya Mene bhi grace hatane ke liye 5th sem me ek subject ka exam diya tha
Payal.yadav Payal.yadav
Sir mera 8sem ka result a gaya hai lekin number update nahi hua hai carry over ka
Mene bhi grace hatane ke liye 5th sem me ek subject ka exam diya tha