Sir mai 8th sem ka student tha , orr maine 6th sem ka cop diya tha , meri division or cgpa update nhi hui hai
sameer Bhai
Mai 8 sem me hu aur mai 6 sem me grace se pas hua tha to maine grace hatane ke liye carry bhar di ab carry ka result aaya lekin result me sab kuch pahle jaisa hai koi changes nhi even date tak nhi result ab bhi grace se pas dikha rha plz reply
Clear hone ke baad degree certificate kab tak aayega
Nitin Kumar
Sir mera result hi nahi aya
Nitin Kumar
3 sem aur 4 sem ka
.A.J.
Sir mera 7th sem ka carry over to aagiya lakin 5th sem ka nahi aaya lakin mere dost ne 5th sem ka mere sath hi Diya tha uska aagiya lakin Mera nahi aaya
Mera 7sem ka to aagiya lakin 5th sem ka nahi aaya lakin mere dost ka 5 sem ka aagiya Mene bhi grace hatane ke liye 5th sem me ek subject ka exam diya tha
Payal.yadav Payal.yadav
Sir mera 8sem ka result a gaya hai lekin number update nahi hua hai carry over ka
Sir mujhe Grace mili hai but overall result me cp he dikha rha aur jisme carry over pass kiya usme Grace likha hai jisme grace milna chaiye baha abhi bhi cp likha hai
Mene bhi grace hatane ke liye 5th sem me ek subject ka exam diya tha