Pass ho gaya hai per abhi not awarded dikha raha hai kya problem hai or semester result ma pass Dikha raha hai please bataya kya problem hai kab tak sahi ho jaya ga
Sir mai 8th sem ka student tha , orr maine 6th sem ka cop diya tha , meri division or cgpa update nhi hui hai
sameer Bhai
Mai 8 sem me hu aur mai 6 sem me grace se pas hua tha to maine grace hatane ke liye carry bhar di ab carry ka result aaya lekin result me sab kuch pahle jaisa hai koi changes nhi even date tak nhi result ab bhi grace se pas dikha rha plz reply