Carry Over Result Already Declared Yesterday ✅
Please check your result
As I already told you cop result will be declare after 15July.

25 comments

Show 11 more comments
Sir mai 8th sem ka student tha , orr maine 6th sem ka cop diya tha , meri division or cgpa update nhi hui hai
sameer Bhai
Mai 8 sem me hu aur mai 6 sem me grace se pas hua tha to maine grace hatane ke liye carry bhar di ab carry ka result aaya lekin result me sab kuch pahle jaisa hai koi changes nhi even date tak nhi result ab bhi grace se pas dikha rha plz reply
Vivek Kumar
Clear hone ke baad degree certificate kab tak aayega
Nitin Kumar
Sir mera result hi nahi aya
Nitin Kumar
3 sem aur 4 sem ka
.A.J.
Sir mera 7th sem ka carry over to aagiya lakin 5th sem ka nahi aaya lakin mere dost ne 5th sem ka mere sath hi Diya tha uska aagiya lakin Mera nahi aaya
Payal.yadav Payal.yadav
Sir mera 8sem ka result a gaya hai lekin number update nahi hua hai carry over ka
Sir abhi result nhi show ho raha hai
Er S
Sir mujhe Grace mili hai but overall result me cp he dikha rha aur jisme carry over pass kiya usme Grace likha hai jisme grace milna chaiye baha abhi bhi cp likha hai
Sir not awarded so ho raha hai kab tak thi hoga sara clear hai 5 semester back thi o bhi clear ho gaya hai per not awarded so ho raha hai or cgpa update nahi hua hai please reply solution kya hai iska please reply